4.7
18 review
3.17 MB
Everyone
Content rating
0
Downloads
Zina se bchne ka Islami Tariqa screenshot 1 Zina se bchne ka Islami Tariqa screenshot 2

About this product

Rating and review

4.7
18 ratings

Zina se bchne ka Islami Tariqa description

Jo shaks shadi na hone ki waja se fale haraam me mubtela hota ho is per wajib hai k shadi kar le.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) Jis se ghuna hoya ho wo Suche dil se tuba karni chahea. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba) tuba ye hai k aap apne galti per shermindaghe ka izhaar kare ,khuda se bakhshis o maqferat talab kare aur ghunaho ko choor dene ka pukta irada kar le . albatta pichle jitney baar aap ne tuba ki hai is ka aap per koi ghuna nahe hai. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 230, pg # 93). (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

1) Islam mai shadi se pehle kissi bi larki se relation rakhna haram hai.

2) Islam mai wo kaam karna haraam hai jiss mai jinsi lutf haasil hoo .

3) Islam mai Mushtzani karna haraam hai chahe sofa par hoo ya esse hi.



4) Tume mashwara hai ke jab tume koi ghalat khayal aye to Allah ko yad karlena, or jitna chaho kissi activity mai apne app ko busy rakh liya karo.

5) Musht zani se bohot si bemariya paida hoti hai.
↓ Read more