5.0
2 review
6.94 MB
Everyone
Content rating
0
Downloads
Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 1 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 2 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 3 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 4 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 5 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 6 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 7 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 8 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 9 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 10 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 11 Mota Hone ka Tarika in Urdu screenshot 12

About this product

Rating and review

5.0
2 ratings

Mota Hone ka Tarika in Urdu description

Bohat sy log Motapay ki problem ko face karty hain or kuch log thora mota hone ka tarika dhond rahy hoty hain q k normal se kam wait hona b aik problem ha.

Asan Tarika Mota hony ka:
Motapa hamary Country ka sab se bara health issue ha lekin wazan ka kam hona b health k liye utna hi dangerous ha jitna k motapa, but iski ratio kam ha isi liye discussions b zara kam hain.

Research k mutabik jin logon ka wazan normal se kam ha wo infections, fractures or dosri health issues ka bohat jaldi shikaar hotay hain.Isi liye hamain thori c struggle kar k apny weight ko barhana chahiye or proper body ko shape main lana zarori ha.

Ye itna mushkil kam nahi ha or isky liye apko sirf apni routine ko maintain karna ha or bas maintain karna ha,
So Let’s Go

Mazeed Mota Hone k Tips:
1: Khany se Pehly pani na piyen.
2: Thory time k bad kuch na kuch khaty rahien.
3: Doodh Piyen with Malai.
4: Protein Shakes Piyen.
5: Khany k liye bari plates use karen.
6: 7-8 Ghanty k liye soyen.
7: Ciggerete na Piyen (Agar daily ka scene ha to thori kam kar dain).
↓ Read more