Toba Kay Anso description
Is app mein janiye un tarikon kay baray main jin kay zaraiye ALLAH se muafi mang kar apni zindagi o akhirat ko sanwara ja sakta hay.
Jesa kay ALLAH irshad farmata ha kay WOH toba karne walon ko apna dost bana leta hay .
mazeed janiye
1- touba ki qismein
2- awam ki toba
3- khas ki touba
4-tanhae mein zamen par girnay walay anso
5- rohani bemarion ka ilaj
aur bhi buhat kuch samajnay aur amal karnay kay liye parhiye ye app.