Surah Yasin Se Ilaj description
ALLA PAK ne quran me jitni bhi surah utari hain, sabh ki sabh insano kay liye dunya o akhirat ki bhalae kay liye hi hain . seedhi rah dikhati hain. aik tu in ko parhnay ka buhat zayada ajar hay. aur
dosra ye kay in ko samaj kar aur amal kar kay dunya ki mushkilat ka bhi buhat aasani se samna kia ja sakta hay. ALLAH hum sabh ko QURAN ki tilawat aur amal ki toafeeq day. aamen.
Surah yasin se ilaj bhi isi kari ka aik hissa hay. is app mein janiye kay kesay hum surah yasin mein ALLAH ki madad se ilaj aur mushkilat ka sahi aur aasan hal talash kar saktay hein.