Pareshani Ka Hal description
Is aap main janiye un har parshanio ka hal jo kay aye din hamaray samnay pahaar ban kar khari ho jati hain.. hamen apna ikhtisaab karna chahye , ta kay hamen apnay ander ki galation ki samaj aa sakay
. jin galation se hamen mushkilon ka samna karna parta hay un se hamen kuch sekhna bhi chahiye. ta kay zindagi mein kabhi dobara un ka saamna na karna parhe. inhi sabh baton ko samajnay kay liye is
app ko parhna aur samajna hoga. umeed hay hamen is se kafi faida hoga.