Learn English in urdu description
English language jis ki hamein rozana kisi na kisi jaga par zarorat parti hay. aam tour par ya tu hamein bolni nahi aati ya phir tooti phooti bool kar dosron par bura asar parta hay. aaj kay doar
mein aik mukammal shakhsiyat kay liye english bolna aana bhi aik laazmi juzu ban chuka hay. is app mein isi baat ko saamnay rakhtay huway english speaking sikhna itna aasan sikhaya gaya hay kay kuch
hi dino mein buhat teizi se sikhi ja sakti hay.